Saturday, 8 September 2012

Fatwa by Moulana Ahmad razakhan bareli.


FATWA:
Faazile barelvi ALLAMA AHMAD RAZAKHAN SAAHAB se TAAZIYA aur MUHARRAMUL-HARAAM KI BIDAATON ke baare mein poocha gaya to AAP ne jawaab diya ki ALAM,TAAZIYA,BURRAAK,MEHNDI sab raaiz hui bidaat hain.Aur bidaaaton se ISLAM ki shaan va shaukat nahi badhti.Taaziya ko haazatravaa yaani haazat poori hone ka zariya samajhna yeh jahaalat pur jahaalat hai aur ooske saamne aajizi ,mannato samaajat karna,mannat maan na yeh sarasar bevakufi hai aur esa na karne par nooksaan hoga esi yakin karna yeh ek vahem hai.Musalmaano ko is tarah ke kaamo se door rehna chahiye


signature : Ahmad razakhan bareli

Havala : Risalah muharram aur taaziyah (page no 59).

No comments:

Post a Comment